Sunday, 4 November 2012

Tere Baare Mai Jab Socha ~ Jagjit Singh

tere baare main jab socha nahi tha -2
main tanha tha magar itna nahi tha-2
tere baare main jab socha nahi tha-2

teri tasveer se karta tha batein -2
mere kamre main aina nahi tha -3
main tanha tha magar itna nahi tha t
ere bare main jab socha nahi tha...
samunder ne mujhey pyasa kiya tha-2
main jab sehara tha pyasa nahi tha -3
main tanha tha.....
manane ruthney ke khel main hum -2
bhichad jayenge ye socha nahi tha -3
main tanha tha ...
suna hai band kar li usne ankhein-2
kai raaton se woh soya nahi tha-3
main tanha tha....

No comments:

Post a Comment